Best Bollywood Movie Dialogues To Inspire And Motivate You

Bollywood has given us many movies to think about and be inspired from. One of the best things about great Bollywood movies is their dialogues. A few words spoken by our favorite character in a movie can stay with us for long periods of time. We often find ourselves repeating such dialogues in conversation with our friends, making them into captions, and finding a sense of inspiration from them. Some of these dialogues can even help us get through the tough times of our lives.

Here are 17 Bollywood movie quotes that are so motivational that you can resort to them when you are going through a tough phase and come out of it successfully and wise:

“Albert Einstein ne kaha tha:  Pagal wo hota hai jo roz roz  same kaam karta hai aur   chahta hai ki natija alag  ho.” – (DEAR ZINDAGI)‘‘Insaan ko dibbe me  Sirf tab hona chahiye  Jab wo marr chuka ho.” – ( ZINDAGI NA MILEGI DOBARA)“Thoda ghum hai sabka qissa  Thodi dhoop hai sabki hissa  Aankh teri bekaar hi nam hai  “Har pal ek naya mausam hai  Kyun tu aise pal khota hai  Dil aakhir tu kyun rota hai.” – (ZINDAGI NA MILEGI DOBARA)“Kahi pohanchne ke liye kahi se nikalna  bohot zaruri hota hai.” – (YEH JAWANI HAI DEEWANI)“Main udna chahta hoon, Daudna  chahta hoon, Girna bhi chahta   hoon. Bas rukna nahi chahta.” – (YEH JAWANI HAI DEEWANI)“Ek baar ek hero tha. Usne  Bohat mehnati ki, padhai ki.  Engineering ki. Aur phir usne   naukri ki. Phir wo yoon hi  zindagi bhar naukri karte   Karte ek din marr gya.  Kya hua? Pasand nahi aayi  Ending?  Toh badal do, tumhari apni  kahaani ho toh hai.” – (TAMASHA)“Asli pehalwan ki pahchan  Akhade mein nahi, zindagi mein  hove hai. Jab zindagi   tumhe patakhe toh tum  phir khade ho.” – (SULTAN)“Zindagi jeene ke do hi tariqe   hote hai. Ek, jo ho raha hai  hone do. Bardaasht karte jao  ya phir zimmedari uthao usse  badal ne ki.” – (RANG DE BASANTI)“Kashti lehro se takrayegi  to hi kinaare nasib honge.” – (ONCE UPON A TIME IN MUMBAI)“Success ke peeche mat bhaago.  Kabil bano. Kamyabi Jhak   Maarke peeche aaegi.” – (3 IDIOTS)“Jo nahi ho sakta,  Wahi to karna hai.” – ( CHAK DE INDIA)“Jo Duniya ko namumkin lage,  wahi mauka hota hai kartab  Dikhane ka.” – (DHOOM 3)“Darya bhi main,  Darakht bhi main,  Jhelum bhi main,  Chinar bhi main,  Dair hoon Haram bhi hoon,  Shia bhi hoon,Sunni bhi hoon,  Main hoon Pandit,  Main tha main hoon aur  Main hi rahoonga.” – (HAIDER)“Dimaag or Dil jab ek saath  Kaam karta hai na  To farak nahi padta hai ki Dimaag kaunsa hai  Or Dil kaunsa hai.” – (IQBAL)“Jo haarta hai, wahi  jeetne ka matlab   jaanta hai.” – (JANNAT)“Kabhi kisi ko itna bhi  Mat darao, Ki Darr hi   Khatm hojaye.” – (MARY KOM)“Kehte hai ki agar kisi chiz ko dil se  chaaho toh puri kayanat usse tumse  milane ki koshish mein lag jaati hai.” – (OM SHAANTI OM)“Kehte hai ki agar kisi chiz ko dil se chaaho toh puri kayanat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.” – (OM SHAANTI OM)That is it for now, do let us know your favorite Bollywood dialogue.

Related

Popular